How can create an account for G-Shala Application?
Gujarat Students' Holistic Adaptive Learning App(G-Shala)
Hello, dosto Kaise ho?
Aaj Ham aapko G-Shala learning app mein student ka sign up kaise hota hai Iske bare mein bataenge lekin Iske pahle Hamen yah gana Hoga Ki jisse wala app kya hai aur jija wala app Kis Liye Banaya Gaya hai
G-Shala app kya hai?
G-Shala App kya hai aur jisse wala app Kahan Se download Karen Iske bare mein Humne Pahle Se Ek post banaa rakhi hai ji sala app Ko download karne aur jisse wala app ke bare mein janne ke liye aap Hamari yah post padh sakte hai G-Shala Android app kya hai or kaise download karen.
G-Shala app mein bacchon ke a standard ke hisab se usmein Alag Alag subject ke content Diye jaenge vah content student apni Marji se apne ghar per Kisi bhi Samay per padh sakta hai aur aur padhne ke bad use topic ke ke pure hone ke bad baccha apni Marji se kasoti bhi De sakta hai aur Apna progress bhi dekh sakta hain.
Lekin yah sab karne ke liye sabse pahle G Shala app mein sign up karna padega aur uske bad hi yah application use kar sakte hain.
G-shala app mein student ka sign up Kaise Karen?
Ji haan dosto ab main aapko bataunga ki ji Shala app mein bacchon ka registration kaise kiya jata hai aap ko Apne school ke sabhi bacchon ka registration ISI Tarah karna hoga Uske bad hi baccha vah application ka use kar payega sign up karne ke liye aapko niche Diye Gaye step ko follow karna hoga.
રજીસ્ટ્રેશન કેવી રીતે કરવું તે માટે વિડીયો નિહાળો 👇
STEP-1 : sabse pahle G-Shala app Ko download karne ke liye Yahan per click Karen.
STEP-2 : G-shala app download karne ke bad usko install Karen aur install karne ke bad aapko niche Di Hui screan dekhne ko milegi jismein sabse Niche sign up likha hoga use per click Karen.
STEP-3 : Sign up per click karne ke bad aapko apna data feel karne ke liye ek screen dekhne ko milegi jismein step-by-step aapko apna Sabhi data bharna hai
1. Sabse pahle aap teacher hai ya student vah Pasand Karen.
2. Is number mein aapko Apne student ki id dalni hai Apne student ki id aapko 10 number ki website SSA portal per Se Mil milegi.
G-Shala New Update ⤵️
3. Ab teen number ke Blue button per aapko click karna hai Jaise hi aap click Karoge aap ke likhe Gaye ID wale student ka name aur standard automatic feel ho jaega.
4. Ismein bacche ka yani ki bacche ke Pita ka mobile number dalna hai.
5. Ismein aapko apni Pasand ka koi password banana hai.
6. 5 number mein main likha hua password fir se repeat karna hai.
7. Ab finally aapko signup per click karna hai Jaise hi ab sign up per click Karenge aapka data verify ho jaega aur aap sign up Ho jaaoge aur aap ko niche image Mein Di Gai Hui cream dekhne ko milegi Uske bad login button per click Karen.
STEP-4 : Ab aapko application main user ID mein Apna student id ya FIR mobile number dalna Padega aur password mein jo password aapane banaya tha vah password dalna Padega.
For Example
USER ID: 24020*********0085
PASSWORD: JO AAPNE BANAYA HAI
STEP-5 : Jaise hi aap application Mein login Ho jaaoge aap ko subject wise aur standard wise Ek cream dekhne ko milegi Jyada Jankari ke liye aap niche Di Hui screen ko Dekhen.
https://gshala.schoolnetindia.com/gujaratlms/Login/MainLogin
Download G-Shala Application from the below link
Download Application of Gujarat Students' Holistic Adaptive Learning App(G-Shala)
કોમ્પ્યુટર માટે ઓફ્લાઈન G SHALA ડાઉનલોડ કરવા માટે અહીં ક્લિક કરો.
કોમ્પ્યુટર લેબના ડેસ્કટોપમાં ઈન્સ્ટોલ થઈ જાય તે બાબતે યુ ટ્યુબ પર વીડિયો જોવા માટે અહીં ક્લિક કરો.
જી-શાળા પાસવર્ડ ભૂલી ગયા હોય તો વિડીયો જોવા માટે અહીં ક્લિક કરો.
G SHALA કોમ્પ્યુટર કે લેપટોપમાં ઓફ્લાઇન INSTALL કરવા માટેના સ્ટેપ જોવા માટે અહીં ક્લિક કરો.